Tuesday, 21 February 2017

Romantic Shayari

Tumhe pehli bar honthon se lagaya to ye ehsaas hua
Har nashe ko botal me kaid karna mumkin nhi


Maine kaha badi tikhi mirch ho yaar tum
Wo mere honth chumkar boli aur ab




Maine use bola ye aasman kitna bada hai na...
Pagli ne gale lagaya aur kaha isse bada to nhi


Kah do apne daaton ko had me rahe...
Tere labo pe bas mere labon ka haq hai..

2 comments: